ISLAM ke hisab se JIHAD ki paribhasha hai, ki asatya anyay atyachar aur aatankwad ko samapt karne ke liye uska virodh karne ke liye kiya geya har prakar ka prayas jiska antim vikalp yudh hai, arthat jab sare prayas asfal hoyaje to yeh sab samapt karne ke liye dharti sthapna ke liye aur apni raksha ke liye jo yudh kiya jata hai usko JIHAD kaha jata hai.
इस्लाम के हिसाब से जिहाद की परिभाषा है, कि असत्य, अन्याय, अत्याचार, और आतंकवाद को समाप्त करने के लिए उसका विरोध करने के लिए किया गया किया गया हर प्रकार का प्रयास जिसका अंतिम विकल्प युद्ध है अर्थात जब सारे प्रयास असफल हो जाये तो यह सब समाप्त करने के लिए धरती स्थापना के लिए और अपनी रक्षा के लिए जो युद्ध किया जाता है उसको जिहाद कहा जाता है

0 মন্তব্যসমূহ